yamla pagla dewana







funny clips

 



Tinku Jiya


O lai gai
O le lo baakhri, dilon ki saakhri
Sun teri le zin, varna tu jhim jhim
Palati chalti jaaye, dil kare haye haye
Jawaan kar dil chali kyun, kar ke tu bye bye
Garam garam tu jali jali, meri pataakha kahaan chali
Garam garam tu jali jali, meri pataakha kahaan chali


Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya

Isak ka manjan ghisey hai piya

Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya



Sar pe masti chadhi, main deewaana ho gaya

Jawaani ka mehnga khazaana ho gaya

Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya
Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya
Isak ka engine jalaaye jiya
Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya



Haye o cham cham, paaon mein tham tham

Dhadakta jaaye dil, dhana dhan dham dham

Arrey o chikni, arrey o item
Arrey o beautiful, main bhi hoon handsome



Tinku hamaara cinema ka deewana

Zor zor se gaaye gaana, zor zor se gaaye gaana

Ho tinku hamaara cinema ka deewana
Zor zor se gaaye gaana, zor zor se gaaye gaana
Aisi villan jaisi baatein na kar
Ban ja heroin dhadka de jiya



Joban pe daala hai taala piya, haan taala piya

Isak ka manjan ghisey hai piya

Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya



Teekhi nazar aur qaatil adaayein

Saanjh dale kunne mein bulaayein, saanjh dale kunne mein bulaayein

Haan teekhi nazar aur qaatil adaayein
Saanjh dale kunne mein bulaayein, saanjh dale kunne mein bulaayein
Kunne mein ik baar aa kar toh dekh
Chilla ke bole gi, love you piya



Gappon ki baandhe tu kyun puliya, tu kyun puliya

Isak ka manjan ghisey hai piya

Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya



Ho sar pe masti chadhi, main deewaana ho gaya

Jawaani ka mehnga khazaana ho gaya

Kaali aankhon se kitna hungama ho gaya



Jab jab dekhe tujhe tinku jiya, tinku jiya

Isak ka engine jalaaye jiya

Pal pal na maane tinku jiya, haan tinku jiya
Isak ka manjan ghisey hai piya
Joban pe daala hai taala piya, haan taala piya

Isak ka manjan ghisey hai piya

    Labels

    Total Pageviews

    Followers