my name is khan - Noor e khuda

Ajnabi mod hai, khwab har ore hai
Har nazar pe dhua cha gaya
Pal bhar mein jaane kya kho gaya
Aasman sard hai, aanhein bhi sard hai
Kab se saya juda ho gaya
Pal bhar mein jaane kya kho gaya
Saans ruk si gayi, jism chil sa gaya
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
Noor e khuda, noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda, noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda .. bekhuda

Hoo nazarein karam, pharmai de
Oo deen o dharam, ko jagai hi de
Oo jalti huyi tanhaiyan, ruthi huyi parchahiyan
Kaise udhi ye hawa, chaya se kaisa samaa
Hmmm rooh jum si gayi, waqt tham sa gaya
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
Noor e khuda, noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda

Aaa .. ga ma pa ni sa ..

Guzare se lamho ko aas teri
Zakhmi dilo tu hai pyaas teri
Har dhadkan ko talaash teri
Tera milta nahin hai ptaa
Khali aankhein khud se sawal karein
Thumne ki cheez behaal kare
Behta lahu fariaad karein
Tera mitt ta chala hai nishaan
Rooh jum si gayi, waqt tham sa gaya
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
Noor e khuda, noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda, noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda, noor e khuda
Kya ye sach hai ke tu hai humse khafa
Noor e khuda …

0 Responses

    Labels

    Total Pageviews

    Followers